HMH Akshay RanJan: उनकी चाहत हो ऐसी......
.by- Akshay"fanaa":
Unki chahat ho aisi to hum kya krein,
Chhodna unki chahat to hum kya krein.
Sanware manaye zindagi ki tarah,
Ruthna unki adat to hum kya karein.
(1)sambhal na sake mujhse bichhad kar,
Aj wo gir gaye to hum kya karein.
Ruthna unki adat to hum kya karein.
(2)Jannat se nawaza din-rat jise,
Wo hi narak chahe to hum kya karein.
Ruthna unki adat to hum kya karein.
(3)Har chaht hamari batati kisi se
Har aadat chhupaye to hum kya karein
Ruthna unki adat to hum kya karein.
(4)Malum hai wo bhul nh sakte "fanaa"
Bhulna unki chaht to hum kya karein
Chhodna unki chahat to hum kya krein.
Unki chahat ho aisi to hum kya krein,
Chhodna unki chahat to hum kya krein.
Ruthna unki adat to hum kya karein.
.by- Akshay"fanaa":
Unki chahat ho aisi to hum kya krein,
Chhodna unki chahat to hum kya krein.
Sanware manaye zindagi ki tarah,
Ruthna unki adat to hum kya karein.
(1)sambhal na sake mujhse bichhad kar,
Aj wo gir gaye to hum kya karein.
Ruthna unki adat to hum kya karein.
(2)Jannat se nawaza din-rat jise,
Wo hi narak chahe to hum kya karein.
Ruthna unki adat to hum kya karein.
(3)Har chaht hamari batati kisi se
Har aadat chhupaye to hum kya karein
Ruthna unki adat to hum kya karein.
(4)Malum hai wo bhul nh sakte "fanaa"
Bhulna unki chaht to hum kya karein
Chhodna unki chahat to hum kya krein.
Unki chahat ho aisi to hum kya krein,
Chhodna unki chahat to hum kya krein.
Ruthna unki adat to hum kya karein.